Sunday, October 24, 2010

KARE KOI BHARE KOI
[Student’s week hona chae ya nae.]
2009-2010 k sal main Karachi k halat ki waja se tamam idaro ko bhot nuksn howa hai khas tor per talime idaro ko. Jo nuksan howa hai us ko pura karne k leya bhot mhnat karni pare ga.as kom k pas kisi bhi idare main nukhsan uthane ki gunjaish nhi hai.
In halat ki waja se talime idaro main teacher alag pare shan or student alag preshan ya apne ntalim pe tawajo dy ya mulk k halat per.
In halat ki waja se education k elawa dosri activity ka nuksan howa hai. Jo wakht parne ka thaw wo in halat ki nazr hogaya. Or ab wakht dosri activity ka hai to maslam sport and student’s week ka hai as wakht ya activity honi chai the maghar masla hai k kors pura nahi howa. Ab aghar hun cource ko pura karne mani lag jae to other activity k liya time nahi mile ga or exam ajae ge. Or wo log jo halat kharab karte hai un ka maksad pura hojae ga k ya qom age na nikle sab khof se gharo main bhte rahe .
Meri RAEE ya hai k hume kuch zada mhnat kar k pijhle dimo ka nuksan pura karle q k mhnat main he asmat hai,or mushkil waqt to har kise per ata hai . as mushkil wakt main kam se pijhe chorana aram pasnd qom ki nishani hai. Taraki wo he qom karti hai jo mushkil wakht main apna kam pura karle.
Meri RAEE main humy b dono kam karne chhiya  or wo as trha k Course pura karne k leya extra class rakhi jae or student’s week k days kam kardiye jae, 6 days ka student’s week 5 ya 4 days ka kar diya jae.
Jhan education zarori hai whan aj kal other activity hona b zarori hai .Ab aghar student’s week nahi krwaya jata to jo as sal par rhe hai un k sat nainsafi hai q k un ka qasor nahi k khi k halat kharb howe ya barishe hoi.
Ya bat bhi sochne ki hai aghr srif class hoi to zehen bor hone lagta hai or upper se mulk k halat jo zhni dabao ka shikar bante hai  jis ko dhor karne k leya zarori hai k student’s week krwaya jae.
Meri RAEE main ak kam or bhi ho sakta hai jes doran student’s week chal rha ho ak ya do class rakhi ja sakti hai jes ka time shot kar diya jae as trha course ka kuch hesa b cover ho jae or sat main student’s week b hojae ga.

No comments:

Post a Comment