Monday, October 11, 2010

''Chang"

Jab duniya wajod main ae us waqt se aj tak changing ho rhe hai. duniya mian changing ho ak qudrti bat hai. duniya tabdili ka dosra nam hai . Changing us wakt se he shoro hoge the jab se dunia bani the har chez main logo main rhne k tariqe main sochne k tarike main chaning arhe hai or ati rahe g jab tak ya dynia kaim hai.Chang nahi hota to qudrat ka Nizam din rat us he trha hote hai jese adam k zamane main hote the soraj chand sitaro ka nizam aj tak wesa he hai. Sab se bari changing jo ae hai wo insan ki soch main ae hai.Insan ki fitrat main ae hai. aj kal ka insan us main sabr nahi hai wo apne mahol main jald Changing chata hai wo apne as pas k mahol se jald uktajata hai use apne khane main rhne main phne main new chaiya hota hai. yahn tak to bat samjh main b ajati hai maghr aj kal ka insan apne riste daro main chaning chata hai us main wo saber khatm hogya jo kise bhi rishte ki nibhane k leya zarori hai.As doran insan ki kishti sahel dhont ne k leya apna rokh Changing karti rhtei hai or us wo in samndr ki mojo main sir takrate takrate as duniya se chale jate hai. insan k ko kamiyab hone k leya zarori hai k us k mizaj main thrao lae q k us k pas waqt bhot kam hai or aysa na ho k wo chaning k pijhe bhagta bhagta khatm ho jae  or us ka ak maksad b pora na ho.

No comments:

Post a Comment