Thursday, September 30, 2010

Hate speech
Asaye(christan) aur Israeli(yahoodi) musamanoo ka shuru se dushman chale ai han.Dorai kadeem se le ka aj tak ye aise quomen han jo kabhe sudhri nahe jab tak in pe azab-e-elahe ni laya gaya.Khuda Talla ne bhe Quran Majeed mein yahe farmaya ke Yahoodi aur nasara tmhare khule duhman han ye harwakt yahe mansoba bnate chale ai ke kis tarah musalmano ko tabah-o- barbad kya jai yahe waja ha ke yahodyon ne apne ujara dari kaim rakhna ka lya jaga jaga dara dala ha.Goor kya jai to yahodi is dunya mein hakomat qaim karna chahta han aur is ka hasool ka lya woh pura alam ko apna necha karna chahte han.
Shuru karte han Kayam-e- Pakistan ke bad se Jo zulam ye log karte ai musalmano pe aur doosra alam ke mazahib pe.
Falasteen jis mein musalman barson se raha karte the un pe 1949 mein hamla aur takat ka be daraig istemal karke in yahoodi aur aasayon ko ne un ka alaka cheen lya.Pura alam khamoosh tamsha bna raha aur aj wahan pe rahnay wale burhe bacho pe itna zulam ke toba ,missile toop bethasha bombari se un ka jeena azab karakha hai aur ye sab kis bat ka badla ha yahe ka musalmano ne unhe saleebe jangon mein shikast da ke un ka ye alaka cheen lya.Rozana kitna beguna falasteenyo ko mout ka ghat utar dya jata hai.Jahazo ke shelling hydrogen bomb ne un ke zindage azab bna kar rakh di ha.  
2000 ke bad ke karwayon pe inke nazar dale jai to had hogai inho ne saal 2003 mein Iraq pe hamla kya.Iraq pe bebunyaad ilzamat lagane ka baad un pe missile laraka tyare aur jaded hathyar se leis in pe hamla kya.2 mahena mein pura Iraq ko ujar ka rakh dya.In hamalon mein kitna musalman shaheed hui, kitne maan bewa hogain ,kitna bche apna baap ka sai se mehroom hogai.In ka maksad kya tha sirf aur sirf teil(oil) ka zakahir pa kabza karna aur apni maashe halat mazboot karna unhe koi khabar ni ke kitne insani  jane zaya horahe han bs woh khun ke nadyan bhai ja rahe the.Apne fojein utar ke musalman ka betahasha katal-e-aam.Kya musalmano ka zameer murda ho chala ha ya un ka dilo pe qufal lag hui hain.Yahodyon ka 100 log marjain to wo takat ka istemal se 100000 musalman shaheed kar daita han.Ye musalmano ke apni gaflat aur janam lena wale buraiyon ka nateeja ha.
Mazeed in ka mazalim ko dakha jain 2002  unho ne Afghanistan pe karwai shuru kardi.Takat ka pura istemal kya gaya ,kis bunyad pe ke 2001 ke Amerikee hamlo mein in Taliban ka hath tha. Un pe hamla kardya aik martaba phr musalman ko nishana  bnaiya gaya aur is mein kitna musalmano ko shaheed kardya gaya. Yahoodyon ne aram se apna maksad hasil karlya aik Amreeki hakoomat wahan kaim kardi gai.Sharai nizam khatam kardya gaya.Kitna bache borha unho ne mare.
Begaritee  had to dakhen inho ne na sirf musalmano ko nishana bnaya balke dosra alam ka mazahib ka logon ko bewakoof bna ke un ka alako mein dera jama lya.South Korea ka alake mein ghus ai ka tmhe north korea se khatra hai aur north korea ka kitna logon ko mar dala.Vietnam jahan in ko bure tarah shikast hui wahan bhe apna dara dal lya tha par wahan ke logon ke himat ka unho ne inha mar bhagaya.Ku ni uthate  log awz in ka khilaf,shaid woh apna ap ko kamzor samajhte han ya akalo shaoor ni.Aik Saudi Arab ha udhar unho ne Sheikh ko bud du bna ke unka alake mein dera dala hai.Lalche teil(oil) ka zakhair aur paison ka hasool ka lya krta han.  
Denmark mein yahoodi aur aasai Muhammd(SAW) ke cartoon shaya karahe han tasweeran chaap rahen han (nauzobillah)aur Yahan musalman apna nach gano mein mast ,koi hosh he ni. Yahe yahodi han jin ke aj ap cold drinks(PEPSI) bara shook se peta han, maloom ha ap ko PEPSI ka matlab (PAY EACH PENI TO SAVE ISRAEL).Deegar un ka sb products ap log istemal karte han ,kya musalman begarat ho chale han ya in ka akal-o-Shaoor  khatam ho chukka han. 
Aj kal inke nazar Iran ke Atomi programme pe pari ha aur woh chahte han ke woh un pe bhe hamla Karen take un ka roob har jaga kaim rahay.Udher aik mazloom aurat Dr Afia ko 86 yr kaid suna de jate ha.Koi hakaik koi sabot ni bebunyad.Kab jagenaga musalman.Aur yahan Pakistani khamoshe se unka hukam ko mante jarahe han aur apna bhaiyo ka katal-e-aam karahe haan.
Akhir mein yahe dua ha ke musalmano jago.Ya yahodi aur aasai tmhe tabah karna chahte han .Khuda ka ahkamat pe amal karo take zaleel-o-khuwar na ho.Akal pakro in ka khelaaf awaz uthao take in ke ujaradari khatam ho.




Salab Zadgan jo Karachi ai hui han un ka lya kya karna chai?

Aik quom pe us wakt Khuda Talla azab nazil karta ha jb us ka kartoot aur adat mein burai ka ansar numayan hona lagta ha. Muktalif quomo pe mukhtalif qisam ka azab nazil kya gai ye silsla zamana qadeem se chalta chala araha aur yahe baat hai ke quom ko raherast pe lane ka lya ye azaab  elahe bheja jate rahe ye Adam aur Hawa ke kotahe aur noah ka Quom ke azab se halya wakt tak muktalif tarika se nazil hota rahe.
Kuch din pehla Pakistan ke muktalif azla mein is tarah ka aik azaab manzar-e-aam pe aya. Selab ka aik musasal rala Punjab aur Sindh ka muktalif azla ko bhamboor bna gaya hansate baste alake kahandrat mein bdal gai.Wasee paimane pe jani aur mali nuksan huwa mukhtlif log mukhtalif alako mein hijrat kar gai , apni jan ke hifazat ka lya.
Aisa he kuch log Sindh ka muktalif se Karachi hijrat kargai ya be yaro madadgar Pakistani apna hansate baste ghar jo tez salab ke nazar ho gai khula Asman ka necha madad ka lya pukarna lage. Aise mushkil ke ghari mein pure quom ne yakja ho ka apna bhayon ke dil khol ka imdad di.
Aik Karachi ka bashinda aur musalman ke haisyat se hame apna bhayon ka bare mein sochna chai aur unka lya dil kahol ka taavun karna chai.
Phela aikdam jo Karachi ke government ko uthana lazmi ha woh ye hai ke ana wale salab zadgan ke registeration ka kam.Matlab ka jo afrad ai woh apni shanakht hakomat ko da take hakomat un ka sath bharpoor tawun kare.Registeration ka is kam se aik to dashat gardi ke rok tham mein madad mla ge dosri bt khordo nosh ka saman matlooba logon tak puhanchana asan ho jaiga aur kise ke badamni ke fizah pe kaboo pa lya jaiga.
Dosra farz ya ha ke salab zadgan ko chat muhaya karna take wo aur un ka bache sakht sardi garmi ya barisho ke halat mein apna ap ko mahfooz samjha.Karachi ka Mukhtalif alako ka kahali makanat aur  government school mein chute da kar salab zadgan ko chat muhaya ke jaija jahan unhe nahane aur bawarchi kahane ke sholat sa arasta kya jai . Karachi mein rehna wale jin logo ka rishtedar is halat ka shikar hui unhe chai ke who unhe apna gharo mein jaga den.
Chat muhaya karna ke bad teesri zorarat khane pena ke zarori ashya un ko faraham karna.Un ko khana pena ke ashya dana take un ka teen time peit bharjai.Is ka lya zaoori ha ke zimadar afrad jo haqeeqatan apni zimadari ko samajhte hui ,ka woh Khuda ke rah mein ya kam karahe han, mukhtalif camp lagain aur unhe ashya wakt pe farahem Karen.
Khana ke khurdo nosh ka sath sath peena ka saf pani salb zadgan ko muhaya karna.Saf pani  unhe har bemari se mahffoz rakhengeaur wo tandrust rahenga.Is ka lya saf paani ke company ko jo saf pani ka karobar se munslik han unha bharpoor tawun karte hui salab zadgan ko peena ke botalen roz mara ke bunyad pe faraham Karen.
Chotha pehloo un ke sehat o tandrosti ka khyal ha ke un mein koi bemari janam na le aur farogh na pai ise na sirf wo log mutasir hunga balke bemari phail ke Karachi ka logon mein muntakil ho kar wabai amraz ke shakal akhtyar kar jaige.Is ka lya Karachi ke government ko har aleka ka lya doctors ke team tashkeel daine jo us alake ka salab zadgan ke bemaryon ka khyal rakhen aur khatarnak bermi ka alamat zahar hota he us makhsoos insan ko alaihada jaga muntakil karka us ka ailj kya jai take bake tamam log muzar bemari se mahfooz rahen .
Agla akdam jo Karachi ke government ko uthana lazmi ha woh mukhtalif team ke tashkeel ha.Ye team mukhtalif alke mein salab zadgan ke hifazat sath sath is bat ke monitoring karege ke badamni afra tafree na pehle ,salabzadgan aur un alake ke bashindo ka darmyan, aur woh un ka khane pena ke farahmi ka khyal rakhen ke jo chezain muhaya ke jain un ko wakt pe aur registered logo mein bante.
Aik Karachi ka bashinda hona ka nate har makhsoos fard ka ya farz ha ke woh akhlake aitebar se apna rawaya salab zadgan ka sath theek rakhe aur dostana mahool qaim rakhe take un ka zakham madham par jain aur unki khushe ka har tarah se kahyal rakhen.Wakfe wakfe se un ka camp jain aur unse unke zarorat ka mutalik puchen tke bahami hamdardi ka jazba paida ho.
Ab ye sawal paida hota hai ke salab zadgan ke kya zimadari ha.Unhe chai ke wo aman o aman kaim rakhen kise tarsah ke bdamni ka mahol paida na Karen.Sabar kkaren aur jb hakomat unka alako men chaat aur degar saholat farm karda to woh apne alako ko Koch Karen.
Akher mein aik baat waseh rehe ke bure wakt kabhe bhe kise wakt kise par be toot sakta ha is lya koshish ke jai ke bhami bhaichare ko froog daite hui apne bhaiyon ke bharpoor imdad Karen teke wo jald se jald apne alako mein ja kar khushe se zindage basar Karen. 

Mein Na MassCom ku leya?

Mein na B.A kya huwa tha aur mujhe mazeed parhna ke justojoo hui ,ise bunyad pe mein ne apna mustakbil ka mutalik sochna shuru kardya. Parhai ka hasool zaya aur bekar ni jata balke zindage ka kise mushkil marhala pe ya parhai he ap ka kam atee ha.Yahe sochte hui ka ana wale wakto mein halat kesa hun mein na apna mustakbil  ka lya kise ache field ka taun krna ka faisla kya.Is ka lya man bap aur dost se mashwara kya jinho ne mujhe mukhtalif fields ka nam batai jis mein MA ka muwake majood the. Ise mein se aik field Mass com ke the. Is field ka mutalik mein na soch bechar aur mashware ke baad in nataij pe puhanche:
Sb se pehle bat jo mere damag mein zera gor ai woh ye ka mass com kis se munslik field ha aur aya mera interest is field mein paida hoga bhe ya nahe.Puch guch ka bad ye bat samne ai ka ye media se related field ha aur ya bhat waseh field ha jis ka baad ap sahafat, akhbarat aur mukhtalif news channel se ba asani munsalik ho sakte han.
Jahan tak mera shook ka taluk tha mujhe fashion designing,filmi logon se news parhna wali kahsi pasand the. Shohrat ke bulandyon tak puhanchna mera passion tha.
Doosri bat jo  smana ai woh is ka Pakistan mein scope.To ye baat sb jante han ka aj kal pure dunya mein media ka dor dora ha.Pakistan mein har dosra teesra din aik naya news channel khul jata ha.Be tahasha channels is wakt Tv pe ate han jin mein na sirf khalistan urdu channels han balka har zaban mein channels arahe hota hain.Khabaro ka alag channels khel ka alag aur dramo ka alag.In ka elawa mukhtalif kisam ke akhbarat us mein mukhtalif tabsare ya insan ko kitna shuhrat  ke bulandi tak puhanchata han.
Ab raha sawal nokri au paisa ka to is field mein bhat paisa ha aur jesa meina tazkra kya ka ai din naie naie news channel aur akhbarat manzare am pe arahe han is se ya bat to zahir ha ke nokri bhe khoob mojood han.Paisa to in logon ko apna kam ka munasbit se khoob milta han .

Phir ye baat zera goor ai ka aya alami mandi mein is ka kya scope ha aur agar mujhe mulk se bhar jana ka muwake mla to aya ye field mere kitna sath da ge.To mukhtalif mumalik mein bhe bhat se Tv channels nashar aur akhbarat shaya ho rahe han.Khabro ko mirch masala laga e btana har channel aur akbar walo ka maksad ha.
Mera zatee khayal ha ke mera apna mind philosophical mind ha mein har baat ko mukhtalif zavaya se sochtee  hun.Har baat ke gharai tak puhanchna mera shook ha.Mera andar janch partal karna key a kesa huwa ku huwa kisna kya kab kya jane ke adat ha aur aise he loog aj kal media ka log han.Ya loog muashra ko tankeed ka nishana bnate han aur is mahool mein paida huna wale burai ka har pehloo ko manzare aam pe late han aur mein bhe yahe sochte ka in buraiyo ko kesa khatam kya jai to Mass com ke taleem mera lya aik haseen zariya tha.Tv channel ya akhbarat se munsalik hona ka is shook na aur muashra ke burai ka khatama karne ke justojoo ne mujhe mass com lana ke taraf rageb kya.
Aik aur bat jo Pakistan mein bhat aham ha who tulokat han.Is se mera Pakistan aur alam ka azeem hastyon se mera direct wasta parta aur aik aur baat ya ka mujhe khaboron ko puhanchane ka lya mukhtalif mumalik mein bheja jata.Syahat ka shook hona ke waja se mujhe mukhtalif mumalik se khabar jama karna ka sath sath ghumna ka muwake bhe miljainge.
In he hakaik ke bunyaad pa meina masscom laina ka faisla kya.Aur mehnat ka jo shook jo mera rag rag mein sarayat karta ha use mein ya chahate hun ke jin makasid ke bunyad pe meina masscom lya who hasool hojain.
Akhir mein is baat ke zarorat the ka apna maksid ka hasool ka lya aik ache university ka intekhab karna.To mera pas Karachi University aur Jinnah university ka options tha.Taleem agar sahe tarah hasil ke jai to uni se koi farak ni parta.Meina Jinnah University ka intekhab kya, jis ka masscom ke khasi value ha aur Karachi ke ache universities mein is ka shumar hota ha.